Tujh se bichad ke bhi zinda tha
rah rah ke ye zahar piya hai
jo kuchh guzari jaiseguzari
tujh pe kab ilzam diya hai
apne haal pe khud roya hun
khud hi apna chak siya hai
kitani jankahi se maine
tujhko dil se door kiya hai
khamoshi ki jheel me toone
phir kyon patthar fenk diya hai
----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Zindagi Key Safar Mein Kisi Ko Itna Mat Chaho Keh Woh Tumhari Chahton Ka Qatil Aur Wafaon Ka Saudagar Ban Jaye...