Nil n Nilu Forum
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Nil n Nilu Forum

Online community with resources and discussions on movies, games, technology, softwares, and more
 
HomeGalleryLatest imagesLog inRegister

 

 Magar maan jaati

Go down 
AuthorMessage
NiLaM
Two Star
Two Star
NiLaM


Female
Number of posts : 209
Age : 39
Warning :
Magar maan jaati Left_bar_bleue0 / 1000 / 100Magar maan jaati Right_bar_bleue

Donate : <form action="https://www.paypal.com/cgi-bin/webscr" method="post"><input type="hidden" name="cmd" value="_s-xclick"><input type="hidden" name="hosted_button_id" value="1336398"><input type="image" src="https://www.paypal.com/en_US/i/btn/btn_donateCC_LG_global.gif" border="0" name="submit" alt=""><img alt="" border="0" src="https://www.paypal.com/en_US/i/scr/pixel.gif" width="1" height="1"></form>
Registration date : 2008-04-25

Magar maan jaati Empty
PostSubject: Magar maan jaati   Magar maan jaati Empty2008-04-26, 01:03

Agar guftagu ka aghaaz mein karta
Jharaktee bigartee magar maan jaati


Jo mein barh kar us kay qadam rok leta
Woh paaon patakhtee magar maan jaati


Agar chaand kaliyaan usay paish karta
Woh daman jhataktee magar maan jaati


Mein kehta "chalo tum ko ghuma kar laoon"
Akartee jhijhaktee magar maan jaati


Jo mein barhta usko galay sey laganey
jhi-jhakti simattii magar maan jaati


Jo mein husan key us kay tareef karta
Woh baahen jhataktee magar maan jaati


Woh meri shokh batoon par khamosh rehti
Dopatta kutertee magar maan jaati


Jo mein us ko taktaa. zameen ko woh takti
Anguthaa ragarrti magar maan jaati


Jo peechay say aanchal ka phanda banata
Bohat tilmilaati magar maan jaati


Woh ghussay may jo mujh say naraaz hoti
Bikharti tarapti magar maan jaati


Mein kehta keh parhnay ka choro bahana
Woh safhay palatti magar maan jaati


Jo kehta keh "rahon pe chaliye sambhaal kar"
Uchaalti matakti magar maan jaati
Back to top Go down
 
Magar maan jaati
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» Magar Khud Rang Badaltii Hai
» Dil ki naa maan, waqt nikal jaaey gaa
» Mohabbat main aazmaeish nahi ki jaati
» MAGAR TUM NAHI THEY
» Vo Nahi Mera Magar Us Se Mohabat Hai

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
Nil n Nilu Forum :: Shayari :: Dard-e-dil Shayari-
Jump to: