Nil n Nilu Forum
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Nil n Nilu Forum

Online community with resources and discussions on movies, games, technology, softwares, and more
 
HomeGalleryLatest imagesLog inRegister

 

 Woh shakhs mujh ko jeet kay hara hai aur bus

Go down 
AuthorMessage
NiLaM
Two Star
Two Star
NiLaM


Female
Number of posts : 209
Age : 39
Warning :
Woh shakhs mujh ko jeet kay hara hai aur bus Left_bar_bleue0 / 1000 / 100Woh shakhs mujh ko jeet kay hara hai aur bus Right_bar_bleue

Donate : <form action="https://www.paypal.com/cgi-bin/webscr" method="post"><input type="hidden" name="cmd" value="_s-xclick"><input type="hidden" name="hosted_button_id" value="1336398"><input type="image" src="https://www.paypal.com/en_US/i/btn/btn_donateCC_LG_global.gif" border="0" name="submit" alt=""><img alt="" border="0" src="https://www.paypal.com/en_US/i/scr/pixel.gif" width="1" height="1"></form>
Registration date : 2008-04-25

Woh shakhs mujh ko jeet kay hara hai aur bus Empty
PostSubject: Woh shakhs mujh ko jeet kay hara hai aur bus   Woh shakhs mujh ko jeet kay hara hai aur bus Empty2008-04-26, 00:46

Woh shakhs mujh ko jeet kay hara hai aur bus
Itna hi zindagi ka khasara hai aur bus

Kesay kahoon keh us ka irada badal gaya
Such to yehi hai us nay pukara hai aur bus

Dunya ko is main dard ki shiddat kahan milay
Aankhon say toot’ta hua tara hai aur bus

Lafzon main dard e hijr ko mehsoos ker kay daikh
Kehnay ko main nay waqt guzara hai aur bus

Ab in main koi khwab sajanay nahin mujhay
Aankhon ko intazar tumhara hai aur bus

Main nay kaha keh khwab main dekhi hain barishain
Us nay kaha keh ik ishara hai aur bus
Back to top Go down
 
Woh shakhs mujh ko jeet kay hara hai aur bus
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» Ik shakhs
» !!*!! cHAHA tha ek shakhs ko jane kidhar chala gaya !!*!!
» Kabhi jo mujh ko talaash kerna
» Muhabbat Jeet Hoti Hay
» CONCEPT...!!!!

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
Nil n Nilu Forum :: Shayari :: Dard-e-dil Shayari-
Jump to: