har gam ko chupa ke rakhata tha
har aansu ko daba ke rakhta tha
aaj fir kisi ne zikar uska jo kiya mefil me
yaad aane laga fir koi, dil aaj dhuaa dhnaa tha..
kase kah dun ki bhul gaye hum usko,
har sans me uski raht pate hai hum
gam nhi tha jamne ki ruswaiyon ka,
dard jab hota hai wo anjaan kahte hai hume
bhool jao hame bas itna to yaad rakhna,
ek ek manzil sath gujari hai hamne..
Princedev