Nil n Nilu Forum
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Nil n Nilu Forum

Online community with resources and discussions on movies, games, technology, softwares, and more
 
HomeGalleryLatest imagesLog inRegister

 

 Yeh kya haal banaliya hai tumne apna

Go down 
AuthorMessage
NehaParikh
Founder
Founder
NehaParikh


Female
Number of posts : 153
Warning :
Yeh kya haal banaliya hai tumne apna Left_bar_bleue0 / 1000 / 100Yeh kya haal banaliya hai tumne apna Right_bar_bleue

Donate : <form action="https://www.paypal.com/cgi-bin/webscr" method="post"><input type="hidden" name="cmd" value="_s-xclick"><input type="hidden" name="hosted_button_id" value="1336398"><input type="image" src="https://www.paypal.com/en_US/i/btn/btn_donateCC_LG_global.gif" border="0" name="submit" alt=""><img alt="" border="0" src="https://www.paypal.com/en_US/i/scr/pixel.gif" width="1" height="1"></form>
Registration date : 2008-03-31

Yeh kya haal banaliya hai tumne apna Empty
PostSubject: Yeh kya haal banaliya hai tumne apna   Yeh kya haal banaliya hai tumne apna Empty2008-05-20, 00:59

Yeh kya haal banaliya hai tumne apna
Ab os ka haal bhi tumhare jaisa ho
Yeh zaroori to nahi






Haari hai tumne bazi mohabbat ki
Zindagi ki bazi bhi haar jao
Yeh zaroori to nahi






Is pal mohabbat par bohot naaz hai tum ko
Ab har pal yehi dohrao
Yeh zaroori to nahi






Zinda reh kar bhi rasm-e-mohabbat ada hosakti hai
Ab mar kar hi yeh rasam nibhaou
Yeh zaroori to nahi






“kabhi kisi se mohabbat na karna”
aisi naseehat matt diya kar mujhe
jo tere saath howa, who mere saath bhi ho
yeh zaroori to nahi




Zindagi ke safar mai,

har mosaafir khowaab deakhta hai


Ab tabassom tera bhi khowaab poora ho


Yeh zaroori to nahi
Back to top Go down
http://indiacrew.com/forum/
 
Yeh kya haal banaliya hai tumne apna
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» Main apna aaj apna kal tumhare naam karti Hu......Dedicated
» !!*!! tumne keh diya jaana !!*!!
» <<<***TUM HAR HAAL ME MUJHKO PA LOGE***>>>
» Tumne kabhi hum ko ashna sumjaa hi nahee
» Ajab Mere Ishq Ka Haal Hai

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
Nil n Nilu Forum :: Shayari :: Ishq Vishq Shayari-
Jump to: