Nil n Nilu Forum
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Nil n Nilu Forum

Online community with resources and discussions on movies, games, technology, softwares, and more
 
HomeGalleryLatest imagesLog inRegister

 

 Yani meri hayat bari mushkilon main hai.

Go down 
AuthorMessage
NiLaM
Two Star
Two Star
NiLaM


Female
Number of posts : 209
Age : 39
Warning :
Yani meri hayat bari mushkilon main hai. Left_bar_bleue0 / 1000 / 100Yani meri hayat bari mushkilon main hai. Right_bar_bleue

Donate : <form action="https://www.paypal.com/cgi-bin/webscr" method="post"><input type="hidden" name="cmd" value="_s-xclick"><input type="hidden" name="hosted_button_id" value="1336398"><input type="image" src="https://www.paypal.com/en_US/i/btn/btn_donateCC_LG_global.gif" border="0" name="submit" alt=""><img alt="" border="0" src="https://www.paypal.com/en_US/i/scr/pixel.gif" width="1" height="1"></form>
Registration date : 2008-04-25

Yani meri hayat bari mushkilon main hai. Empty
PostSubject: Yani meri hayat bari mushkilon main hai.   Yani meri hayat bari mushkilon main hai. Empty2008-04-26, 00:49

Tanha hai dil to zehen kaheen mehfilon main hai
Yani meri hayat bari mushkilon main hai.

Jugnoo ko din ka sheher na raas aa saka to kya

Sooraj ka ghar bhi shab kay ghanay jangalon main hai

Fursat milay to apni sama’at pay ghaur ker

Meray ghamon ki mehfil teray qehqahon main hai

Jis ko talash kerti hain aawara manzilain
Kis ko khabar wo qafila kin raaston main hai

Rukht e safar luta ker bhi rah-ro hain mutma’in
Kitni kashish junoon ki us ki manzilon main hai

Darakhton pe jam gai hai kai mosmon ki gard

Shakhon ka jism lipta hua chadron main hai

Mohsin kis ka aks hai ashkon main waqt e subh
Ya saaf aainay ka badan paani’yon main hai
Back to top Go down
 
Yani meri hayat bari mushkilon main hai.
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» Main aur meri aavaargi
» Koi toofan meri talaash main hai
» meri kismat main tu... ( dedicated tom )
» Yeh jo hum main, tum main nibah hay
» Meri tehreer ki zad main abhi to kuch nahim aya

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
Nil n Nilu Forum :: Shayari :: Dard-e-dil Shayari-
Jump to: