Nil n Nilu Forum
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Nil n Nilu Forum

Online community with resources and discussions on movies, games, technology, softwares, and more
 
HomeGalleryLatest imagesLog inRegister

 

 ~*~ Badan Jalta Hai Likh Aise Mein Bas Angaar Ki Baatein ~*~

Go down 
AuthorMessage
~*~ sam ~*~
Five Star
Five Star
~*~ sam ~*~


Male
Number of posts : 1155
Age : 39
I live in : Delhi
Job/hobbies : Cricket , Writing , Long Drive......& &......
Warning :
~*~ Badan Jalta Hai Likh Aise Mein Bas Angaar Ki Baatein ~*~ Left_bar_bleue0 / 1000 / 100~*~ Badan Jalta Hai Likh Aise Mein Bas Angaar Ki Baatein ~*~ Right_bar_bleue

Donate : <form action="https://www.paypal.com/cgi-bin/webscr" method="post"><input type="hidden" name="cmd" value="_s-xclick"><input type="hidden" name="hosted_button_id" value="1336398"><input type="image" src="https://www.paypal.com/en_US/i/btn/btn_donateCC_LG_global.gif" border="0" name="submit" alt=""><img alt="" border="0" src="https://www.paypal.com/en_US/i/scr/pixel.gif" width="1" height="1"></form>
Registration date : 2008-06-15

~*~ Badan Jalta Hai Likh Aise Mein Bas Angaar Ki Baatein ~*~ Empty
PostSubject: ~*~ Badan Jalta Hai Likh Aise Mein Bas Angaar Ki Baatein ~*~   ~*~ Badan Jalta Hai Likh Aise Mein Bas Angaar Ki Baatein ~*~ Empty2008-07-31, 04:06


~*~ Badan Jalta Hai Likh Aise Mein Bas Angaar Ki Baatein ~*~ 17

Doston..
Yeh duniya hum aur aap se hi milkar bani hai
lekin bahut ajeeb hai yeh duniya , Pyaar ke
badle nafrat , dilon mein dooriyaan , chehre par bholepan
ka nakaab , baton mein zahar bujhi si
mithaas , dil mein kuchh zuban par kuchh...
Hum jinkey liye Jaan detey hain ,jinko dil se atoot
Pyaar detey hain...wahi humko
iskey liye hamari majboori , hamara ashaipan,
samajh hamari Khilli udatey hain....


~*~ Badan Jalta Hai Likh Aise Mein Bas Angaar Ki Baatein ~*~ Tears-1





Kahin khanzar ki baatein aur kahin talwaar ki baatein ,
shahar mein ho rahi hain har taraf takraar ki baatein !


~*~ Badan Jalta Hai Likh Aise Mein Bas Angaar Ki Baatein ~*~ 14
Na janey dooriyaan rakhkar yahan kyon '' log '' jeetey hain ,
Main pul ki baat karta hoon aur '' wo '' diwaar ki baatein !


~*~ Badan Jalta Hai Likh Aise Mein Bas Angaar Ki Baatein ~*~ 18
Zamaney mein sada rahna sambhalkar aise logon se ,
Zahar jinkey dilon mein par juwan par pyaar ki baatein !


~*~ Badan Jalta Hai Likh Aise Mein Bas Angaar Ki Baatein ~*~ 19
Na poochho sahilo ko chhodkar lahron mein kyon aaye ,
Badi dilkash lagi yaron ! hamein majhdhaar ki baatein !


~*~ Badan Jalta Hai Likh Aise Mein Bas Angaar Ki Baatein ~*~ 11

Jinhoney lootkar gulshan kali ko khoob raunda tha ,
Wo kartey ghoomtey hain ab gul-o-gulzaar ki baatein !


~*~ Badan Jalta Hai Likh Aise Mein Bas Angaar Ki Baatein ~*~ 6

Garibi ne hai dekha jabse merey ghar ka darwaja ,
Badi badli huyi si lag rahin har yaar ki batein !



~*~ Badan Jalta Hai Likh Aise Mein Bas Angaar Ki Baatein ~*~ 7

Jin aankhon par pada huya hai, parda jhuthey khwabon ka ,
zahar bujhney si lagti hain unhey , haqikat aur pyaar ki baatein !


~*~ Badan Jalta Hai Likh Aise Mein Bas Angaar Ki Baatein ~*~ 19
Pasand unko nahi they hum ya dilon pe unkey tha parda ,
badi bekas lagi mujhko , us bebas yaar ki baatein !



~*~ Badan Jalta Hai Likh Aise Mein Bas Angaar Ki Baatein ~*~ 6

Jigar ko faad kar apney , basaya dil mein tha unko ,
chhalni kar diya usney , karkey inkaar ki baatein !



~*~ Badan Jalta Hai Likh Aise Mein Bas Angaar Ki Baatein ~*~ 14

Sanam ki zulf mein uljhi kalam ko ab rihayi de ,
Badan jalta hai likh aise mein bas angaar ki baatein !




~*~ Badan Jalta Hai Likh Aise Mein Bas Angaar Ki Baatein ~*~ 5


Back to top Go down
 
~*~ Badan Jalta Hai Likh Aise Mein Bas Angaar Ki Baatein ~*~
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» Badan Jalta Hai Likh Aise Mein Bas Angaar Ki Baatein !
» !!*!! Meri ankho mein udaasi ka diya jalta hai !!*!!
» !! Jin lamhon mein sath the ham tum,khwabon mein sajaunga!!
» Andhiyon mein tufanon mein bhatkte hain hum...

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
Nil n Nilu Forum :: Othere Collection :: Your "own" Poem-
Jump to: