Nil n Nilu Forum
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Nil n Nilu Forum

Online community with resources and discussions on movies, games, technology, softwares, and more
 
HomeGalleryLatest imagesLog inRegister

 

 Pyaar ka Gham

Go down 
AuthorMessage
NehaParikh
Founder
Founder
NehaParikh


Female
Number of posts : 153
Warning :
Pyaar ka Gham Left_bar_bleue0 / 1000 / 100Pyaar ka Gham Right_bar_bleue

Donate : <form action="https://www.paypal.com/cgi-bin/webscr" method="post"><input type="hidden" name="cmd" value="_s-xclick"><input type="hidden" name="hosted_button_id" value="1336398"><input type="image" src="https://www.paypal.com/en_US/i/btn/btn_donateCC_LG_global.gif" border="0" name="submit" alt=""><img alt="" border="0" src="https://www.paypal.com/en_US/i/scr/pixel.gif" width="1" height="1"></form>
Registration date : 2008-03-31

Pyaar ka Gham Empty
PostSubject: Pyaar ka Gham   Pyaar ka Gham Empty2008-05-28, 16:18

Pyaar ka gham bezubaan hai is dil mein

Us ki mohabbat abaad hai is dil mein



Wo to kargaya bewafai hum se

Per us bewafa ke liye aaj bhi pyaar hai is dil mein



Mohabbat kya hai wo kabhi jaan na saka

Per apne liye wo jahaan banagaya hai is dil mein



Juda hone ka sabab kuch to bataya hota us ne

Aaj bhi us ki judai pe kai sawaal hai is dil mein



Wo tha eik ajnabi jise hum jaante na thee

Per jab hum ne dekha use kai khahishein wo jaga gaya is dil main



Wo to aisa na tha per jab us ne ki NAAZ se bewafai

Kai ashk utar aaye aankhoun se is dil mein
Back to top Go down
http://indiacrew.com/forum/
 
Pyaar ka Gham
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» Ay gham-e-dil kya karooN
» Baaton Se Gham Kam Nahi Hai Hote
» Kyun khalwat e gham mein rehtey ho
» !!*!! Wo bhul bhi jaye humko to gham nahi !!*!!
» pyaar hai

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
Nil n Nilu Forum :: Admin's Friends Desk :: Nehaparikh-
Jump to: